Blog < creat you tube channle>
Ek perfect persnol you tube channle banana sikho 2022 me
Namaskar dosto mera name balkrishna hai aur aap logo ha
Ek perfect persnol you tube channle banana sikho 2022
Me batane wala hu to is artical ko puri dhyan se padhna aur ek ek step ko follow karte jana tabhi aap sikh payenge ki
Ek perfect persnol you tube channle banana sikho 2022
Me to chaliye artical ko puri dhyan se padhte hain aur ek ek step ko follow karte hain.
Ek perfect persnol you tube channle kaise banaye 2022 me
Dosto agar aapko apne you tube channle ko top search par lana chahte ho to aapko apne channle ka koi aisa name rakhna hoga jo sabhi you tube par us name ka channle koi dusra you tuber apne you tube channle ka name na rakha ho aur
Agar aap ye soch rahe hain ki
Apne you tube channle ka name kaise pata kare ki you tube par hai? Ya nahi?
To iske liye niche step ko follow kare
Step 1. Sabse pahle You tube app ko open kare
Step 2. Ab aapko right said me gamil accout ke name ke anusar ek word dikh raha hoga us par click kare
Step 3. Uske bad ek popup khulega usme apne channle ka name aur despriction ka name dena hai
Step 4.ab aapko title me apne channe ka ek unik name de.
Step 5. Despriction me apne channle ke bare me batana hai
Step 6. Save par click kar de
Ab aapko apne channle ka logo lagana hai uske liye is step ko follow kare
Step 7. Edit channle par click kare
Step 8. Camra wale option par click kare
Step 9.gallry se photo choose kare logo ke liye
Step 10. Done par click kare
Step 11. Save par click kar de
Ab aapka channle bankar tyair ho gaya.
Agar aapko apne you tube channle ka despriction bharna nahi aata hai to aap ye padhe ki , You tube channle ka despriction kaise bhare
Agar aapko you tube par alag name search karna nahi aata hai to niche bataye gaye step ko follow kare
Step 1. You tube app ko open kare
Step 2. Search bar par click kare
Step 3. Apne soche huye you tube channle ka name type kare
Step 4. Search kare
Step 5. Three dot par click kare
Step 6. Fliters par click kare
Step 7. Type par click kare
Step 8. Channle slect kare
Step 9. Save par click kare
Ab aapke samne aapke channle ke name ke anusar channle aa jayenge
Ab aapko kya karna hai? Karna kya hai ye mai aapko batata hu aapko apne channle ke name ka you tube channle khojna hai aur kam se kam 200 channle tak khojte jana hai agar aapka channle ka name koi dura youtuber nahi rakha hai to aap apne channle ka name rakh sakte ho agar rakha hai to koi dura name soch lo jo sabse alag ho aur same yahi prosses apnana
To chaliye ab Ek perfect persnol you tube channle banana sikho 2022 me
Kaise banana hai isks bare me bat karte hain
You tube channle ka despriction kaise bhare
Dosto you tube channle Banana jitna aasan hai utni hi kathin hai uskko top search par lana dosto you tube channle ko search me lane ke liye aapko Channle ka Despriction
Ko bharna sabse pahle ham aapko batayenge ki You tube channle ka despriction kaise bhare to niche diye gaye step ko follow kare
Niche step by step sab kuchh bataya gaya hai jisse You tube channle ka despriction kaise bhare ke bare me aap jan jayenge-
You tube channle ka despriction kaise bhare
Step 1. Channle ka name type kare
Step 2. Despriction par click kare
Step 3. Despriction me sabse pahle channle ka name likhe
Step 4. Name type karne ke bad sapace dena aur enter (teer->)par click kare
Step 5. Apne channle ke bare me lihe
Stel 6. Save par click kar de
Ab aapko you tube channle ka despriction bharne ka ideas mil hi gya hoga ki You tube channle ka despriction kaise bhare.
Ab aapko apni tube channle ka logo kaise lagaye iske bare me aapko jankari honi chahiye nahi to aapka you tube channle
Ek perfect persnol nahi dekhega iske liye aapko niche bataye gaye step ko follow kare tab aap janoge ki tube channle ka logo kaise lagaye
tube channle ka logo kaise lagaye
Step 1. You tube ko open kare
Step 2. Channle par click kare
Step 3. Edit your channle par click kare
Step 4. Camra ke icon par click kare
Step 5. Choose your gallry(photo) par click kare
Step 6. Apni imege sellect kare
Step 7. Done par click kare
Ab aapka imege lag jayega
Agar aapko ye nahi samajh aa raha hai ki apni you tube channle ka logo kaisa lagaye to ye padhe you tube channle ka logo kaisa lagaye
you tube channle ka logo kaisa lagaye
Dosto agar aapne ye sikh liya hoga tube channle ka logo kaise lagaye to aap ye soch rahe hoge ki you tube channle ka logo kaisa lagaye to aaiye jan lete hain.
you tube channle ka logo kaisa lagaye
Dosto waise to aap apne channle ka koi bhi logo laga sakte ho lekin agar aapko apne channle ki rankta bdhani hai logo ko apne channle par bulana hai jisse aapki video dekh paye to mai yah recmond dunga ki aap apni imege de kyonki aap ke jaisa koi dusre channle ka name dega lekin aapka imege nahi laga payega jisse aapka you tube channle logo ko pahchanne me aasani hogi aur log aapke channle ki video dekh payenge
To aap samjh gaye honge ki
you tube channle ka logo kaisa lagaye
Is tarah se aapka
Ek perfect persnol you tube channle banana sikho 2022
you tube channle bankar complite ho jayega
Ab baat karte hain ki Apne you tube channle par pahli video kaise apload kare
Dosto apne you tube channle par chahe pahli par video apload kar rahe ho ya dusri bar same ek hi prosess hota hai video apload karne ka to aaiye jan lete hain step by step ki Apne you tube channle par pahli video kaise apload kare
Step 1. You tube ko open kare
Step 2. Plus (+) ke icon par click kare
Yaha par aapko do option milenge ek you tube shorts ka dusra apload a video ka
Step 3. Apload a video sellect kare
Step 4. Apni video sellect kare
Ab aapko yaha par do aur option milenge title aur despriction ka
Step 5. Title me apni video ka name rakhe
Step 6. Despriction me apni ke bare me bataye
Dosto aap despriction me apni video ke bare me likhna hai
Dispriction me apni instagram teligram jaise social meadia ka link de sakte ho
Step 7. Save par click kar de
Yaha par aapka video apload ho gaya hai lekin isme kuch aur bhi setting karni padti hai o kya setting hai aaiye jante hai
Step 8. You tube app ko band karke dobara open kare
Step 9. Library par click kare
Step 10. Your video par click kare
Step 11. Video ke right said three dot par click kare
Step 12. Edit video par click kare
Step 13. Add tag par click kare
Dosto tag me aaoko apni video se reallited video dale jaisa hamne ek video apload ki
1. Ek perfect persnol you tube channle banana sikho 2022 me
Dosto yaha par ham aapko do tarah ke keyword likhna bataunga
Log tag aur short tag
Pahle log tag bata dete hain
To iska tag aap daloge ki
Persnol you tube channle banana sikho,
2022 me channle banana sikho,
You tube channle kaise banaye in hindi
You tube channle kaise banaye in hindi,
You tube channle me logo kaise lagaye,
Despriction bharna sikhi,
Despriction bhare kaise,
Is tarah se kama(,) lagakar likhe
Isse aapki video is keyword se rank karegi aur you tube search me aayegi
Step 14.save par click karke save kar le
Is tarah se aap you tube par video apload kar sakte ho
I hope aap ye sikh gaye honge ki
Ek perfect persnol you tube channle banana sikho 2022 me
Tag;
YouTube channel,YouTube channel list,यूट्यूब चैनल नाम,माय यूट्यूब चैनल,यूट्यूब चैनल के नियम और शर्तों,यूट्यूब चैनल सर्च,यूट्यूब चालू करना है,यूट्यूब चैनल नाम लिस्ट
0 टिप्पणियाँ